Terj:-Kaune disha me leke chala re

Vairee bharat sena ke sanhariya
Bhaiya aata hai idhar ham baithe hain jidhar mohe maran de

Bole raghurai jara dheer dharo bhaiya aisa abhi na tu kar jara thahar abhi aawan de-2¤

Hamse bharat yu rar karega hota na vishwas hai
Aake ladai aaj karega hota na mujhe aas hai

Aata hai jo aaj samne shayad bate khas hai
Roke jani-2 roko mujhe roko jani bhaiya kahi gaye jo thahar

Wah dhayega idhar mohe maran de
Aaj tak mujhko rok rakhe par aaj na mujhko rokana¤

Hai saugandh aap ki maiya aaj hame na tokana
Mar jaoo ya maar giraoo iska hame na khauph hai

Bole raghurai jara dheer dharo bhaiya jara thahar-2
Aisa abhi tu na kar use aawan de-2

Aakar ke shree bharat lal ne raghuwar ko pranam kiya
Prem se apne gale laga kar pyar unhe shree ram kiya

Aashu ki varsha nayano se karuna nidhi bhagwan kiya
O.P.J.lakhan kai fek kai dhanuhiya khade hain bhagal gire charnan me¤

Comments

Popular posts from this blog

Gajanan tumko main kaise manau

Batawa janani ram kahiya le aihain