Terj:-Main tulsi tere aagan ki

Main pyasa hari charnan ki, das hoon main hari charnan ki¤
Main......

Char dinan ka wada kar gaye, dekhat -2 saal nikal gaye
Aaee khabar na aawan ki¤
Main......

Tan man tumko saup chuka hoon, daras ko ab tere oob chuka hoon
Chaah nahi ab jeevan ki¤
Main......

Khat na diya sandesh na bheja, ab to gam se fat ta kaleja
Dhool niharoo galiyan ki¤
Main.......

Aasha prabhu ka chhoot gaya hai, tumse nata toot gaya hai
Chaah tere bas darshan ki¤
Main......

Comments

Popular posts from this blog

Gajanan tumko main kaise manau

Batawa janani ram kahiya le aihain