Anand roop bhagwan kis bhati tujhko pau
Tere samip swami main kis tarah se aau
Anupam param chhabile bin rang ras rangile
Kandak sakha hai phulwa kya tere sar chadhau
Sukh mool mukti rupam mangal kushal swarupam
Ghadiyal shankh ko kya sanmukh tere bajau
Ganga hai teri dasi sewak suraj hai tera
Tere sharir par kya do chullu jal chadhau
Chhote das tere ravi chandra hain upasthit
Karte hain nit ujal ghrit deep kya hain
Shri laxmi hai teri nishdin charan ki chori
Taba ka ek paisa main nath kya chadhau

May u please tell me the meaning of this poem
ReplyDelete