Le kaha man manav na barbad kar
Aisa tan phir milega dubara nahi
Ye hai anmol tan iski keemat nahi
Nasht hone pe hoga gujara nahi
Ye hai kalyan kari subhag tan mila
Tere bagon me hai phool sundar khila
Paya subh tan hai sadhan bhajan khud karo
Hai jagat me kisi ka sahara nahi
Hai heera ratna tan na jag me gawao
Sant sadguru se hove uddhar tera
Aur kuchh bhi jagat me chara nahi
Sab ho manav ka kartavya palan karo
Sant guru jan ka seva sab hirday dharo
Shudh chetan akhand sab abinasi ho
Bhool se hi baho bhava ke dhara nahi
He bikal sant dil me bithaya karo
Maan apman ko tyag pag pe paro
Aisa tan phir milega dubara nahi
Ye hai anmol tan iski keemat nahi
Nasht hone pe hoga gujara nahi
Ye hai kalyan kari subhag tan mila
Tere bagon me hai phool sundar khila
Paya subh tan hai sadhan bhajan khud karo
Hai jagat me kisi ka sahara nahi
Hai heera ratna tan na jag me gawao
Sant sadguru se hove uddhar tera
Aur kuchh bhi jagat me chara nahi
Sab ho manav ka kartavya palan karo
Sant guru jan ka seva sab hirday dharo
Shudh chetan akhand sab abinasi ho
Bhool se hi baho bhava ke dhara nahi
He bikal sant dil me bithaya karo
Maan apman ko tyag pag pe paro
Comments
Post a Comment