Kewat se bole Raghuvar naiya nikat me lana hai

Hai paar mujhe jana deri nahi lagana

Kewat vachan uchara yah paaw hai tumhara
Jo patthar se naari tara darta hai dil hamara
Bhagwan hamari naiya ho jai na janana

Yah prashan jab kiya to bhagwan has diye tab

Maagi murad paya kewat khushi manya

Naiya kinare laya sita sahit vithaya

Lekar chala hai naiya hokar magan deewana

Jab paar kinihi naiya dene lage utraiya

O P J aaj lagaya prabhu se vachan badhaya

Jaau jo ghat bhagwan hamko na bhulana

Comments

Popular posts from this blog

Gajanan tumko main kaise manau

Batawa janani ram kahiya le aihain