Jiske nahi buddhi to guru gyan kya kare
Nij roop ko jana nahi puran kya kare

Ghat ghat me jyoti ka prakash ho raha
Milta na das bhav to phir dhyan kya kare

Rachana prabhu ki dekh k gyani bade bade
Pave na koi par to nadan kya kare

Karke daya dayal ne manush janm diya
Banda na kare bhajan to bhagwan kya kare

Sab jeev jantuon me jisme nahi hai daya

Brahma nand vrat name punya dan kya kare

Comments

Popular posts from this blog

Gajanan tumko main kaise manau

Batawa janani ram kahiya le aihain