Terj:-Main to raste se ja raha tha main
Main to panghat pe ja raha tha,gaiya chara raha tha
Vanshi baja raha tha-2
Teri gagari footi to main kya karu
Mast pawan jab van me dole,to krishna ji apni mata se bole
Radha hai hamari ailan karta hu
Main apne radha se pyar karta hu
Raas van me racha raha tha,vanshi baja raha tha gopiyo ko suna raha tha -2
Kans mama jale to main kya karu
Rawan ne kahana na mana wo sita ko jake churaya
Nari chura ke usne paap kar dala
Apni saari hasti barbad kar dala
Dhong achha dikha raha tha nari chura raha tha
Bhesh apna dikha raha tha -2
Uski lanka jali to main kya karu

Comments
Post a Comment