Laj bacha murali wale yashuda maiya ke chhaiya tumhi ho

Krishna govind mohan murari shyam sundar kanhaiya tumhi ho

Kaurav ko tumhi ne pachhara grah ko mar gaj ko ubare
Main sharan me khada hu tihare meri bigadi baniya tumhi ho

Tod karke pratigya kanhaiya mujh besahare ko de do sahara
Aaj kirtan mandal hai pukare meri naiya ke khivaiya tumhi ho

Comments

Popular posts from this blog

Gajanan tumko main kaise manau

Batawa janani ram kahiya le aihain