Kya khabar thi mujhe aaj k yuddh me
Vaan laxman k seene se lag jayega
Pahale dukh to pita k maran ka hua
Teesare bhaiya hum ko chale chhodkar
Tere dam me mera dam nikal jayega
Hum laut awadhpur jaihai mata se kya batlaihai
Hasihai sab log logai triya k khatir bhai
Khoi laxman ki jan batla de laxman bhaiya
Tere kaha lago hai vaan re batlade laxman bhaiya
Kaise tu soy raha hai tera bhai roy raha hai
Meri sankat me hai jaan re batlade laxman bhaiya
Saath lekar ayodhya se aaya tha main
Kya mukh lekar ayodhya ko jaunga main
Gaali denge ayodhya k nar nari sab
Dag seene me mere lag jayega
Bhai bhai ka gam hota bhai bada
Ai vidhata kare arj takta khada
Karde apni najar ka isara jara
Ujada gulshan ai phir se samhal jayega

Comments
Post a Comment