Kisi devta ne aaj mera dil chura liya
Duniya ki khabar na rahi tan ko bhula diya
Suraj wo na tha na chand tha na vijali thi waha
Ekdam ajab shan ka jalwa dikha diya
Rahta tha sada pas me lekin chhupa hua
Karke daya dayal ne parda utha diya
Phirse jo aankh khol k dhudhan laga use
Gayab tha najar se soi phir pas pa liya
Karke kasur maph mere janm janm ke
Brahma nand apne charno me mujhko laga liya
Duniya ki khabar na rahi tan ko bhula diya
Suraj wo na tha na chand tha na vijali thi waha
Ekdam ajab shan ka jalwa dikha diya
Rahta tha sada pas me lekin chhupa hua
Karke daya dayal ne parda utha diya
Phirse jo aankh khol k dhudhan laga use
Gayab tha najar se soi phir pas pa liya
Karke kasur maph mere janm janm ke
Brahma nand apne charno me mujhko laga liya
Excellent blog& presentation. Keep writing more and more. I voted for your blog and suggested your blog to my friends also.
ReplyDelete1997 Buick Regal AC Compressor